SEARCH RESULTS
Showing search results for "سبحان_اللہ"
Ghazal MATCHES FOR "سبحان_اللہ"
Ghazal
vaaqa.ii yuu.n to zaraa dekhiyo sub.haan-allaah
tere dikhlaane ko ham chashm ye nam karte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
be-ibaadat na KHudaa baKHshegaa sub.haan-allaah
aisii firdaus se ham guzre ki mazduur nahii.n
Mirza Raza Barq
Ghazal
chehra aisaa ki jo dekhe kahe sub.haan-allaah
zikr karte hu.e lab hai.n to namaazii aa.nkhe.n
Zoya Shaikh
Ghazal
duniyaa tere baKHt ko dekhe subhaan-allah kahe
vah 'sharar' bad-qismatii sone se likhvaa.ii hu.ii
Sharar Dehlvi
Ghazal
Gair ko raah ho ghar me.n tire sub.haan-allaah
aur ham duur se dar ko tire takte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
mu.nh pe bikhraa liye baal aap ne sub.haan-allaah
dil-lagii dekh ke karte hai.n pareshaano.n se
Safi Aurangabadi
Ghazal
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
vaah kyaa san.at-e-KHaaliq hai ye sub.haan-allaah
apnii suurat me.n har insaan judaa ek se ek
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Nazar Lakhnawi
Ghazal
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
Asghar Nizami
Ghazal
kuchh aaj ilaaj-e-dil-e-biimaar to kar le.n
ai jaan-e-jahaa.n aa.o zaraa pyaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
nisbat hai jism o ruuh kii allaah-re ittihaad
sub.ha agar nahii.n hai to zunnaar bhii nahii.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
gila kuchh un se na un kii jafaa-taraazii se
milaa huu.n KHaak me.n yaaro.n kii chaarasaazii se
Safdar Mirzapuri
Ghazal
naa-fahmii apnii parda hai diidaar ke liye
varna ko.ii naqaab nahii.n yaar ke liye