SEARCH RESULTS
Showing search results for "ستا"
Ghazal MATCHES FOR "ستا"
Ghazal
apne haatho.n kii lakiiro.n me.n sajaa le mujh ko
mai.n huu.n teraa tuu nasiib apnaa banaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
na sataa us ko jo chup rah ke bhare ThanDii saa.ns
ye havaa kartii hai patthar kaa kaleja paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
na apne zabt ko rusvaa karo sataa ke mujhe
KHudaa ke vaaste dekho na muskuraa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
to mire saath to hai phir bhii mire saath nahii.n
is se ba.Dh kar bhii mujhe ko.ii sataa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
ye bekasii bhii ajab bekasii hai duniyaa me.n
ko.ii sataa.e hame.n ham sataa nahii.n sakte
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
buland naam na hogaa sitam-shi.aarii se
tum aasmaan na ho jaa.oge sataa ke mujhe
Jaleel Manikpuri
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n jaa rahaa huu.n ujaalo.n kii justujuu ke liye
sataa rahaa ho a.ndheraa to mere saath chalo
Shamim Karhani
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
use kaho ki hai.n haazir maziid dukh de le
bahut sukuun milaa hai agar sataa ke mujhe