SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرا"
Ghazal MATCHES FOR "سرا"
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
paa.nv kii chaap se mirii dha.Dkan hai ham-navaa
is dasht-e-haul me.n ko.ii naGma-saraa to hai
Jameel Malik
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Gulzar
Ghazal
'iqbaal' ke nafas se hai laale kii aag tez
aise Gazal-saraa ko chaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
havaa-e-ra.ng-e-do-aalam me.n jaagtii hu.ii lai
'aliim' hii kahii.n naGma-saraa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
hamaare aage zaraa ho samajh ke zamzama-sanj
ki ek naGma-saraa ai hazaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
sar-e-aivaan-e-tarab naGma-saraa thaa ko.ii
raat bhar us ne tirii yaad dilaa.ii mujh ko
Nasir Kazmi
Ghazal
KHaama meraa ki vo hai baar-bud-e-bazm-e-suKHan
shaah kii mad.h me.n yuu.n naGma-saraa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
maqaam yuu.n hu.aa is kaar-gaah-e-duniyaa me.n
ki jaise din ko musaafir saraa me.n aa ke chale
Meer Anees
Ghazal
Atif tauqeer
Ghazal
ham bhii the terii navaa.o.n me.n shariik
taa.ir-e-naGma-saraa yaad nahii.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
adaa-e-KHaas se 'Gaalib' hu.aa hai nukta-saraa
salaa-e-aam hai yaaraan-e-nukta-daa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
diivaar-e-hijr par the bahut saahibo.n ke naam
ye basti-e-firaaq bhii shohrat-saraa milii
Saqi Faruqi
Ghazal
cha.Dhii mast bahii mast Dalii mast rahii mast
mukhaa mast sadaa mast sahn mast parii mast