SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرود"
Ghazal MATCHES FOR "سرود"
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa hangaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
suruud-e-aatish-e-zarriin-e-sahn-e-KHaamoshii
vo daaG hai jise har shab jalaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
ek suruud-e-raushanii niima-e-shab kaa KHvaab thaa
ek KHamosh tiirgii saaneha-aashnaa bhii thii
Jaun Eliya
Ghazal
vo suruud-e-kaif-aagii.n soz-e-Gam jise kahiye
zindagii ke naGmo.n me.n Dhalte Dhalte Dhaltaa hai
Rasa Chughtai
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
ba-naam-e-aadam-o-havvaa pilaa ki garm-e-suruud
nasiim-e-roza-e-daarus-salaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
ruuh-e-shaa.ir se ubhartaa hai suruud-e-abadii
ain us vaqt ki dil Duub rahaa hotaa hai
Rais Amrohvi
Ghazal
man me.n munaafaqat liye pa.Dhtii rahii namaaz
the naam ke sujuud miraa dil nahii.n lagaa
Komal Joya
Ghazal
suruud-e-ishq me.n naGmaat-e-sahr shaamil hai.n
tirii KHabar bhii mirii daastaa.n se miltii hai
Saifuddin Saif
Ghazal
Zahida Zaidi
Ghazal
na chahchahe na suruud-e-shaguftagii na mahak
kise ab aisii bahaaro.n pe e'tibaar aa.e
Nikhat Barelvi
Ghazal
ye ja.ngalo.n kii masaafat ye naGma-e-daf-o-cha.ng
ye vaadiyo.n me.n iqaamat suruud-o-saaz ke saath