SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرگشتہ"
Ghazal MATCHES FOR "سرگشتہ"
Ghazal
teshe baGair mar na sakaa kohkan 'asad'
sargashta-e-KHumaar-e-rusuum-o-quyuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
pyaase tire sar-gashta hai.n jo raah-e-talab me.n
ho.nTo.n ko vo karte nahii.n tar aab-e-baqaa se
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ye sar-gashta jab tak rahaa is chaman me.n
ba-ra.ng-e-sabaa justujuu thii kasuu kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
sar-gashta-e-alam ho ki shoriida-sar ko.ii
ehsaa.n hai.n ahl-e-shauq pe diivaar-e-yaar ke
Tabish Dehlvi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
rotaa phiraa hai kaun ye sar-gashta ai falak
jiidhar nazar pa.De hai udhar tar zamiin hai
Meer Hasan
Ghazal
sar-gashta-e-mohabbat daar-e-mehan me.n phir kar
dekh aa.e gosha gosha raahat nahii.n kahii.n bhii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
sar-gashta huu.n daur-e-falak-e-piir se pahle
gardish me.n huu.n mai.n gardish-e-taqdiir se pahle
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sidra sarv sanobar-o-tuubaa kha.De kha.De
sar-gashta hai.n chaman me.n qad-e-yaar dekh kar
Havi Momin Abadi
Ghazal
gardish se putliyo.n kii sar-gashta hai zamaana
mastii se us nigah kii mai-KHaane baavle hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sar-gashta vo sahraa-e-musiibat me.n na hogaa
jis ne tirii zulfo.n ko pareshaa.n nahii.n dekhaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tum bhii karte rahe talqiin sakuu.n kii KHaatir
mai.n bhii aavaara o sar-gashta rahuu.n achchhaa hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Ishrat Qadri
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
is gardish-e-qismat ne sar-gashta kiyaa yaa.n bhii
ai KHizr-e-rah-e-ulfat tum raah bataa jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
ai sabaa sar-gashta mai.n kab tak rahuu.n
merii miTTii kaa u.Daanaa chho.D de