SEARCH RESULTS
Showing search results for "سر_بزم_طرب"
Ghazal MATCHES FOR "سر_بزم_طرب"
Ghazal
har naala tire dard se ab aur hii kuchh hai
har naGma sar-e-bazm-e-tarab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Nazim Sultanpuri
Ghazal
Rehana Qamar
Ghazal
abhii bazm-e-tarab se kyaa uThuu.n mai.n
abhii to aa.nkh bhii pur-nam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
dukh o.Dhte nahii.n kabhii bazm-e-tarab me.n ham
malbuus-e-dil ko tan kaa labaada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
phu.nktaa hai suur saa jo bazm-e-tarab me.n dil kii
Dhuu.nDe hai taar har ik saaz tire naaz kaa rang
Ain Seen
Ghazal
jab aa.nkh me.n aa ga.e hai.n aa.nsuu
KHud bazm-e-tarab se uTh gayaa huu.n
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
tirii bazm-e-tarab me.n aa gayaa huu.n
magar dil ko sukuu.n haasil nahii.n hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
tazkire hote rahe chaak garebaano.n ke
haa.n tirii bazm-e-tarab me.n ko.ii aisaa hotaa
Anjum Azmi
Ghazal
hamaare baa'd bhii mahkaa karegii bazm-e-tarab
agarche umr lagegii hame.n bhulaane ko
Karamat Ghauri
Ghazal
bulaayaa thaa mujhe bazm-e-tarab me.n
lagaa dii dil me.n kyuu.n mu.nh pher kar aag
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
tumhaarii bazm-e-tarab me.n 'vaqaar' aaya hai
har ek zaKHm ko shero.n me.n Dhaalne vaalaa
Vaqar Faruqi
Ghazal
kisii kii bazm-e-tarab me.n hayaat baTtii thii
umiid-vaaro.n me.n kal maut bhii nazar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
abr rotaa hai ki bazm-e-tarab aamaada karo
barq ha.nstii hai ki fursat ko.ii dam hai ham ko