SEARCH RESULTS
Showing search results for "سفاکی"
Ghazal MATCHES FOR "سفاکی"
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
mirii misaal thii saffaaki-e-tamannaa me.n
supurdagii me.n mujhe qatl kar kahaa us ne
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
'fazaa' tujhii ko ye saffaaki-e-hunar bhii milii
ik ek lafz ko yuu.n be-libaas kar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ilyas Ishqi
Ghazal
tark Gamze kaa magar bar-sare-e-saffaakii hai
us ke kuuche se chalii aatii hai jab khaaT pe khaaT
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
ab to kaam aa.egii be-gumaan saffaakii
KHush-gavaar phuulo.n ko aaftaab karnaa hai
Wajid Qureshi
Ghazal
barbariyyat pe hii qadGan hai na saffaakii par
raqs-e-ibliis ravaa ho to Gazal kyaa kahiye
Zafar Rabab
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
marne lagaa rag rag me.n saffaakii kaa zahr
shahr-e-dil kii aab-o-havaa tabdiil hu.ii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
mai.n to KHaamosh huu.n haalaat kii saffaakii par
jaane phir kaun hai jo chiiKH rahaa hai mujh me.n
Mehboob Rahi
Ghazal
ho gayaa abruu kii saffaakii se shohraa yaar kaa
kaam kar jaa.e sipaahii naam ho sardaar kaa
Qadr Bilgrami
Ghazal
masiihaa kahte hai.n 'mahtaab' jis ko
sunaa hai us me.n saffaakii bahut hai
Syed Mahtab Haidar Safipuri
Ghazal
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
kisii ke hisse me.n aa.ii KHirad kii saffaakii
kisii ke haath Gam-e-ishq kaa KHazaana pa.Daa
Nami Ansari
Ghazal
havaa kii zahr-naakii abr-e-naa-rafta kii saffaakii
mujhe aksar vidaa-e-gul kaa KHamyaaza nazar aayaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
marne lagaa rag-rag me.n saffaakii kaa zahr
shahr-e-dil kii aab-o-havaa tabdiil hu.ii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Zia Khurjavi
Ghazal
baarish hu.ii to phuulo.n ke tan chaak ho ga.e
mausam ke haath bhiig ke saffaak ho ga.e