SEARCH RESULTS
Showing search results for "سمجھنا"
Ghazal MATCHES FOR "سمجھنا"
Ghazal
aa.nsuu ko kabhii os kaa qatra na samajhnaa
aisaa tumhe.n chaahat kaa samundar na milegaa
Bashir Badr
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
idraak kii kamii hai samajhnaa ise maraz
is kii du.aa, na is kii davaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
KHvaab kaa KHvaab haqiiqat kii haqiiqat samjhe.n
ye samajhnaa hai to phir pahle tariiqat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
haath jal jaa.egaa chhaalaa na kaleje kaa chhu.o
aag muTThii me.n dabii hai na samajhnaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
tumhe.n Gamo.n kaa samajhnaa agar na aa.egaa
to merii aa.nkh me.n aa.nsuu nazar na aa.egaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
duniyaa mire sajde ko ibaadat na samajhnaa
peshaanii pe qismat kaa likhaa kaaT rahaa huu.n
Munawwar Rana
Ghazal
tum yuu.n hii samajhnaa ki fanaa mere liye hai
par Gaib se saamaan-e-baqaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
mujhe dushman samajhnaa hai samajh lo
tumhaaraa dost huu.n dam-saaz huu.n mai.n
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.nsuu ko mire khel tamaashaa na samajhnaa
kaT jaataa hai patthar isii hiire kii kanii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hai samajhnaa to mohabbat se guzar ai hamdam
baat aa.egii samajh me.n na yuu.n samjhaane se
Naseer Arzoo
Ghazal
jo ha.nsaa hai itifaaqan tumhe.n dekh kar miraa man
na ise sitam samajhnaa na ise qaraar kahnaa
Himanshi Babra
Ghazal
'dard' kii qadr mire yaar samajhnaa vallaah
aisaa aazaad tire daam me.n yuu.n aataa hai
Khwaja Meer Dard
Ghazal
merii Gazal kii jaan samajhnaa unhe.n 'firaaq'
sham-e-KHayaal-e-yaar kii ye thartharaahaTe.n