SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنتی"
Ghazal MATCHES FOR "سنتی"
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
nazar jo tujh pe ruke to zaraa nahii.n suntii
kahaa.n savaab me.n hai ye kahaa.n gunaah me.n hai
Amir Ameer
Ghazal
suntii rahii mai.n sab ke dukh KHaamoshii se
kis kaa dukh thaa mere jaisaa bhuul ga.ii
Fatima Hasan
Ghazal
ruuh suntii hai mohabbat me.n badan bolte hai.n
lafz pairaaya-e-iz.haar nahii.n hotaa yaar
Iftikhar Mughal
Ghazal
Saud Usmani
Ghazal
aah kab tak mai.n bakuu.n terii balaa suntii hai
baate.n logo.n kii jo kuchh dil mujhe sunvaataa hai
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
jhilmilaate hai.n sitaare raat ko palko.n pe jab
chaa.nd se suntii ho merii daastaa.n achchhii to ho
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
kaan lagaa kar suntii raate.n baate.n karte din
kahaa.n ga.ii.n vo achchhii raate.n baate.n karte din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
libaas sunnatii hai ummatii mohammadii huu.n
na puuchh ab ye nasab KHaandaan chho.D na yaar
Chand Akbarabadi
Ghazal
do nigaahe.n kahtii hai.n do nigaahe.n suntii hai.n
kis qadar mohabbat par mehrbaa.n hai KHaamoshii