SEARCH RESULTS
Showing search results for "سند"
Ghazal MATCHES FOR "سند"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ham kare.n baat daliilo.n se to rad hotii hai
us ke ho.nTo.n kii KHamoshii bhii sanad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
hazaar shukr ki ham ahl-e-harf-e-zindaa ne
mujaaviraan-e-adab se sanad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
'anjum' ham ushshaaq me.n uu.nchaa darja rakhte hai.n
be-shak ishq ne aisii ko.ii sanad na jaarii kii
Anjum Saleemi
Ghazal
tumhaarii bevafaa.ii kyaa sanad hai saarii duniyaa ko
hu.e tum bevafaa to umr merii bevafaa kyuu.n ho
Shaukat Thanvi
Ghazal
is fan me.n ko.ii be-tah kyaa ho miraa mu.aariz
avval to mai.n sanad huu.n phir ye mirii zabaa.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ataa hu.ii kise sanad nazar nazar kii baat hai
hu.aa hai kaun naam-zad nazar nazar kii baat hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
'az.har' vo maktabo.n ke pa.Dhe mo'atabar the log
baisaakhiyo.n pe sirf sanad kii kha.De na the
Azhar Inayati
Ghazal
Thahar to jaa ruKH-e-jaanaa.n pe ai nigah kuchh der
sanad nahii.n faqat aa.nsuu bahaa ke rah jaanaa
Shad Azimabadi
Ghazal
apne ghar sa.ng-e-malaamat kii hu.ii hai baarish
be-gunaahii kii sanad ham jo dikhaane nikle
Raza Amrohvi
Ghazal
official a.amaal-naama kii na hogii kuchh sanad
hashr me.n to naama-e-a.amaal dekhaa jaa.egaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
'miir' kii mujh ko sanad de to mai.n sochuu.n is par
naaravaa harf ko jo harf-e-ravaa jaantaa hai