SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنسناتا"
Ghazal MATCHES FOR "سنسناتا"
Ghazal
jo sansanaataa hai kuufa o nainvaa kaa KHayaal
gulu-e-jaa.n kii taraf tiir aane lagte hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
merii rusvaa.ii me.n vo bhii hai.n baraabar ke shariik
mere qisse mire yaaro.n ko sunaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
mujh se bantaa hu.aa tuu tujh ko banaataa hu.aa mai.n
giit hotaa hu.aa tuu giit sunaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
qissa-e-dard me.n ye baat kahaa.n se aa.ii
mai.n bahut ha.nstaa huu.n jab ko.ii sunaataa hai mujhe
Shahryar
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
qafas me.n ko.ii tum se ai ham-safiiro
KHabar gul kii ham ko sunaataa rahegaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
vo apnii sair ke qisse mujhe sunaataa rahaa
mujhe to haal-e-dil us ne kahaa.n sunaane diyaa
Akhtar Shumar
Ghazal
chhe.D vo raag lahuu aa.nkh se nikle dil kaa
to bhii kyaa giit sunaataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
vaqt ke saath hii haalaat badal jaate hai.n
ye haqiiqat hai magar mujh ko sunaataa kyuu.n hai
Saeed Rahi
Ghazal
bahut dino.n se dil-o-jaa.n kii mahfile.n hai.n udaas
ko.ii taraana ko.ii daastaa.n sunaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Asifud Daula
Ghazal
suKHan-varii kaa bahaana banaataa rahtaa huu.n
tiraa fasaana tujhii ko sunaataa rahtaa huu.n
Asad Badayuni
Ghazal
chho.D jaataa hai tazabzub me.n vo mujh ko 'faisal'
daastaa.n aadhii sunaataa hai chalaa jaataa hai
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
shab-e-KHamosh ko tanhaa.ii ne zabaa.n de dii
pahaa.D guu.njte the dasht sansanaate the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
na ab havaa mare siine me.n sansanaane kii
na ko.ii zahr mirii ruuh me.n utarne kaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
sone na diyaa shorish-e-hastii ne gha.Dii bhar
mai.n laakh tiraa zikr sunaataa rahaa dil ko
Shohrat Bukhari
Ghazal
Tuk ho.nT hilaa.uu.n to ye kahtaa hai na bak be
aur paas jo baiThuu.n to sunaataa hai sarak be