SEARCH RESULTS
Showing search results for "سوئے"
Ghazal MATCHES FOR "سوئے"
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is tarah so.e hai.n sar rakh ke mire zaanuu par
apnii so.ii hu.ii qismat ko jagaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
so.e to dil me.n ek jahaa.n jaagne lagaa
jaage to apnii aa.nkh me.n jaale the KHvaab ke
Adil Mansuri
Ghazal
palaT ke suu-e-chaman dekhne se kyaa hogaa
vo shaaKH hii na rahii jo thii aashiyaa.n ke liye
Sahir Ludhianvi
Ghazal
suu-e-mai-kada na jaate to kuchh aur baat hotii
vo nigaah se pilaate to kuchh aur baat hotii
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
kyaa gul khilegaa dekhiye hai fasl-e-gul to duur
aur suu-e-dasht bhaagte hai.n kuchh abhii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ham ko to jaagnaa hai tire intizaar me.n
aa.ii ho jis ko nii.nd vo so.e mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ye kahaa.n kii riit hai jaage ko.ii so.e ko.ii
raat sab kii hai to sab ko nii.nd aanii chaahiye