SEARCH RESULTS
Showing search results for "سوپ"
Ghazal MATCHES FOR "سوپ"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
soup ke daane kabuutar chug rahaa thaa aur vo
sahn ko mahkaa rahii thii sunnate.n pa.Dhte hu.e
Ambar Bahraichi
Ghazal
jab sivaa mere tumhaaraa ko.ii diivaana na thaa
sach kaho kuchh tum ko bhii vo kaar-KHaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jab raat ga.e ko.ii kiran mere baraabar
chup-chaap sii so jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
rah-e-vafaa me.n hariif-e-KHiraam ko.ii to ho
so apne aap se aage nikal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii terii ataa thii so tire naam kii hai
ham ne jaise bhii basar kii tiraa ehsaa.n jaanaa.n