SEARCH RESULTS
Showing search results for "سپیرے"
Ghazal MATCHES FOR "سپیرے"
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
siyaah gesuu ko shaano.n pe Daal rakkhaa hai
balaa kaa saa.np sapere ne paal rakkhaa hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
gale se dil ke rahii yuu.n hai zulf-e-yaar lipaT
ki juu.n sapere kii gardan me.n jaa.e maar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jise naadaan kii bolii me.n sadii kahte hai.n
vo gha.Dii shaam savere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
dariyaa-e-aashiqii me.n jo the ghaaT ghaaT saa.np
le ga.e sapere vaa.n se bahut bhar ke baaT saa.np
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
apnii tahziib khaa rahii hai hame.n
saa.np ke mu.nh me.n KHud sapere hai.n
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
mere tafakkuraat ko Dastii rahii thii jo
naagin chalii ga.ii vo sapere chale ga.e
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
vo saa.np thaa aur us ko sapere se pyaar thaa
itnaa bahut thaa us kii halaakat ke vaaste
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
hamaare zahr ne dekho yahaa.n manzar badal Daale
sapere ne kahaa ajgar tirii phunkaar par la.anat
Ujjawal Vashishtha
Ghazal
har samt sapere hai.n jamaa.e hu.e Dere
is shahr me.n saa.npo.n ke KHariidaar bahut hai.n
Akhlaq Aatif
Ghazal
kaa.ndho.n par zulfe.n aise bal khaatii hai.n
jaise le kar saa.np sapere phirte hai.n
Saleem Raza Rewa
Ghazal
Qamar Suroor
Ghazal
havaa ke ruKH pe khulaa baadbaa.n a.ndhere kaa
yahaa.n pe naam nahii.n ab kisii savere kaa
Abid Wadood
Ghazal
jab se ba.Dhaa hai bhaav siyaasat me.n zahr kaa
le kar sapere naag piTaare nikal pa.De
Qamruzzaman Qamar
Ghazal
Bhure Khan Ashufta
Ghazal
ab raat se lagaav mujhe hai bahut hii KHaas
lagtii thii pahle chashm savere se KHair chho.D