SEARCH RESULTS
Showing search results for "سہل_طلب"
Ghazal MATCHES FOR "سہل_طلب"
Ghazal
mizaaj-e-sahl-talab apnaa ruKHsate.n maa.nge
sabaat-e-fan magar ai dil aziimate.n maa.nge
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
har sahl-talab se to hai bargashta-badiih
har saa.il-e-kaamil ke bhii haasil se bahut duur
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
jis ko sab sahl-talab jaan ke karte the gurez
ik vahii shaKHs suu-e-manzil-e-dushvaar gayaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Zubair Irtaza
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
suluuk dekh liyaa be-hunar havaa.o.n kaa
har ek shaaKH hai manzar udaas raaho.n kaa
Marghoob Ali
Ghazal
na gire kahii.n na hare hu.e ka.ii saal se
yuu.nhii KHushk paat ju.De rahe tirii Daal se
Paras Mazari
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
na pahu.nchegaa maqsad ko kam-himmatii se
jo saalik talabgaar-e-manzil rahegaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
hasrat ke daaG dast-e-talab se nahii.n dhule
bhaarii the KHvaab aa.nkh se puure nahii.n tule
Farah Rizwi
Ghazal
viiraaniyo.n me.n saaz-e-tarab bolne lage
jaise lahuu me.n aab-e-inab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kisii ke hijr kii rut hai na ye malaal kii hai
hamaare jism pe taarii ghuTan visaal kii hai
Wasim Nadir
Ghazal
laraz rahaa thaa falak arz-e-haal aisaa thaa
shikastagii me.n zamii.n kaa savaal aisaa thaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
jo paa.nch saal kabhii yaad tak nahii.n aa.e
vahii Gariib vo laachaar phir talab ho.nge
Ejazulhaq Shahab
Ghazal
diimak tere firaaq kii khaatii rahii mujhe
rah rah ke terii yaad sataatii rahii mujhe
Lankesh Gautam
Ghazal
jise sune hu.e 'tishna' zamaana biit gayaa
kahii.n vo saaz-e-tarab phir chhi.Daa to kyaa hogaa
Zaheer-ul-Hasan Tishna
Ghazal
zikr ham se be-talab kaa kyaa talabgaarii ke din
tum hame.n sochoge ik din KHud se be-zaarii ke din
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
palTe.nge ruKH apnaa kab ye maah ye saal aaKHir
kab tak hame.n rahnaa hai yuu.n Gam se niDhaal aaKHir