SEARCH RESULTS
Showing search results for "سیم"
Ghazal MATCHES FOR "سیم"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aadmii me.n aadmiyyat kaa nishaa.n baaqii nahii.n
bech Daalaa is ne iimaa.n siim-o-zar ko dekh kar
Sudarshan Faakir
Ghazal
hai garaa.n-sair Gam-e-raahila-o-zaad se tuu
koh o dariyaa se guzar sakte hai.n maanind-e-nasiim
Allama Iqbal
Ghazal
sitam kii teG KHud dast-e-sitam ko kaaT detii hai
sitam-raano tum ab apne azaa-KHaano.n me.n aa jaa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bhare hu.e hai.n hasiinaan-e-siim-tan dil me.n
KHudaa kare kabhii KHaalii na ho KHazaana-e-ishq
Jaleel Manikpuri
Ghazal
nigaah-e-qahr hogii yaa mohabbat kii nazar hogii
maza de jaa.egii dil se agar ai siim-bar hogii
Bismil Azimabadi
Ghazal
siim jaa.egaa to phir naqsh ubhaare.nge ko.ii
kaam diivaar pe filhaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
Thahre hai.n zar-o-siim ke haqdaar tamaashaa.ii
aur maar-e-siyah ham ne dafiine se nikaalaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
rashk aa.e na kyuu.n mujh ko ki tuu dekh zar-o-siim
rakhtaa hai qadam palla-e-KHurshiid-o-qamar me.n
Shah Naseer
Ghazal
vo sair kaa vaadii ke maa.il na hu.aa varna
aa.nkho.n ko Gazaalo.n kii paa.nv tale mal jaataa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mujh ko is siim-zada shahr me.n rahnaa hai jahaa.n
sab mohabbat kaa gunahgaar samajhte hai.n mujhe
Kuldeep Kumar
Ghazal
rashk-e-KHurshiid jabii.n abr-e-siyah sii paTTii
lahr choTii kii Gazab zulf-e-pareshaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
subuu uThaa ki fazaa siim-e-KHaam hai saaqii
faraaz-e-koh pe maah-e-tamaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
saude me.n tirii zulf ke likhte hai.n jo ash.aar
hotaa hai siyah naama-e-a.amaal hamaaraa