SEARCH RESULTS
Showing search results for "شاخ_بدن"
Ghazal MATCHES FOR "شاخ_بدن"
Ghazal
rafta rafta shaaKH-e-badan par phuul khile
rafta rafta KHud me.n vo chaalaak hu.aa
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
shaaKH-e-badan se saare parinde to u.D ga.e
sajda tire KHayaal kaa maqsuum kab hu.aa
Ashar Najmi
Ghazal
ye sard raat nigal legii saa.ato.n kaa vajuud
jalaa.e.n shaaKH-e-badan aur istifaada kare.n
Raghib Akhtar
Ghazal
shanaaKHt kar na sakaa aa.ina-nazar bhii use
har ek shaaKH-e-badan laKHt laKHt aisii thii
Mubarak Ansari
Ghazal
lachak ke TuuT na jaa.e kahii.n ye shaaKH-e-badan
chale jo tez to vahshat havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
kishmish sii naazniin thii shaaKH-e-badan mirii
chaahat kii aab-o-taab se anguur kar diyaa
Dua Ali
Ghazal
phir yuu.n hu.aa ki shaaKH-e-badan sansanaa uThii
mai.n ne ye samjhaa goyaa ko.ii tiir chal gayaa
Shafaq Sopori
Ghazal
haath aa.ii hai ka.ii baar tirii shaaKH-e-badan
mai.n ka.ii baar chakhaa huu.n tire phal kii lazzat
Ghalib Duraib
Ghazal
kab tak bahaar rakkhe chaman-zaar-e-zindagii
shaaKH-e-badan usii kii lachak bhii usii kii hai
Zubair Ahmad Saani
Ghazal
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
diivaane itne jam.a hu.e shahr ban gayaa
ja.ngal ke haq me.n josh-e-junuu.n zahr ban gayaa
Fuzail Jafri
Ghazal
phir vahii mai.n huu.n vahii shahr-badar sannaaTaa
mujh ko Das le na kahii.n KHaak-basar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Syed Moinuddin Makhfi
Ghazal
jo bhii aataa hai yahaa.n shahr-badar lagtaa hai
is liye KHud se bhii milte hu.e Dar lagtaa hai
Moid Rasheedi
Ghazal
fikr hai maah ke jo shahr-badar karne kii
hai sazaa tujh pe ye gustaaKH nazar karne kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaise mai.n har ik shahr hii se shahr-badar thaa
ab yaad nahii.n pa.Dtaa ki meraa ko.ii ghar thaa