SEARCH RESULTS
Showing search results for "شاہ"
Ghazal MATCHES FOR "شاہ"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
na sho.ale me.n ye karishma na barq me.n ye adaa
ko.ii bataa.o ki vo shoKH-e-tund-KHuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai tirii mahfil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jaise sahraa.o.n me.n har shaam havaa chaltii hai
is tarah mujh me.n chalo aur mujhe jal-thal kar do
Wasi Shah
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kabhii un kaa naam lenaa kabhii un kii baat karnaa
miraa zauq un kii chaahat miraa shauq un pe marnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'Gaalib' vaziifa-KHvaar ho do shaah ko du.aa
vo din ga.e ki kahte the naukar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
mai.n to ik aam sipaahii thaa hifaazat ke liye
shaah-zaadii ye tiraa haq thaa tujhe shaah mile
Umair Najmi
Ghazal
diin se duur, na maz.hab se alag baiThaa huu.n
terii dahliiz pe huu.n, sab se alag baiThaa huu.n