SEARCH RESULTS
Showing search results for "شباہت"
Ghazal MATCHES FOR "شباہت"
Ghazal
kis shabaahat ko liye aayaa hai darvaaze pe chaa.nd
ai shab-e-hijraa.n zaraa apnaa sitaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
havaa bahaar kii aa.egii aur mai.n chuumuu.ngaa
vo saare phuul ki jin me.n tirii shabaahat hai
Zeeshan Sahil
Ghazal
kahii.n pe chuuk rahe hai.n ye aa.ine shaayad
nahii.n to aks me.n ab tak mirii shabaahat thii
Shariq Kaifi
Ghazal
nazar aatii hai tujh aiso.n ko shabaahat apnii
mai.n ne tasviir banaa.ii thii kabhii paanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
be-KHad-o-KHaal saa ik chehraa liye phirtaa huu.n
chaahtaa huu.n ki mujhe shakl-o-shabaahat dii jaa.e
Salim Saleem
Ghazal
use Dhaalnaa hai KHayaal me.n kisii aur Dhab
vo shabaahat-o-KHad-o-KHaal me.n nahii.n aa.egaa
Noon Meem Danish
Ghazal
un ke shub.haat me.n kuchh aur izaafa thaa 'shakeb'
ashk-e-saada ke is in.aam pe ronaa aayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
tiraa diidaar ho aa.nkhe.n kisii bhii samt dekhe.n
so har chehre me.n ab terii shabaahat chaahiye hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
hotaa hai har kisii pe usii kaa gumaa.n mujhe
lagtaa hai har kisii me.n shabaahat usii kii hai
Rehana Roohi
Ghazal
tum ko shaayad hii nazar aa.e mumaasil us kaa
is tarah chaa.nd me.n Dhuu.nDo na shabaahat us kii
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
chaahe jitnaa bhii tuu chhup jaa.e mirii nazro.n se
mai.n ne har ek me.n dekhii hai shabaahat terii
Hina Abbas
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
aa.nkh bhar jaatii hai is kasrat-e-nazzaara se
dil to har shakl me.n bas ek shabaahat dekhe
Akram Mahmud
Ghazal
raushnii apnii shabaahat hii bhulaa de na kahii.n
apne suuraj ke sirhaane miraa saaya rakh de
Nisar Nasik
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
rafaaqat kyaa kahaa.n ke mushtarak KHvaab
ki saaraa silsila shub.haat kaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
husn hai un me.n tiraa mere junuu.n kaa andaaz
phuul bhii le ke ajab shakl o shabaahat aa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
us nargis-e-'biimaar' se rakhte hai.n shabaahat
hargiz suu-e-ab.har bhii ishaaraa na kare.nge
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
shabaahat pe adaakaarii asar-andaaz hotii hai
abhii tak to ye chehraa hai kahii.n Gaaza na ho jaa.e