SEARCH RESULTS
Showing search results for "شمس_الدین"
Ghazal MATCHES FOR "شمس_الدین"
Ghazal
Shamsuddin Ejaz
Ghazal
hangaama bapaa hashr kaa ai dosto jab ho
saaqii-e-gul-andaam ho aur bint-e-inab ho
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
vo lazzato.n pe lazzate.n paa.ii hai.n diid kii
be-kaif ho ke rah ga.ii.n sab KHushiyaa.n eid kii
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
phirtaa huu.n bhaTaktaa ko.ii rahbar nahii.n miltaa
hai vo nighraa us kaa mujhe ghar nahii.n miltaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
KHvaahaan-e-mohabbat huu.n adaavat nahii.n aatii
aataa hai mujhe shukr shikaayat nahii.n aatii
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
qadam qadam pe hai andaaz dilrubaa.ii kaa
sitaara auj pe hai un kii zerpaa.ii kaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
fidaa ho jis masiihaa-e-zamaa.n par
dimaaG us kaa ho chauthe aasmaa.n par
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
maar Daalaa mujhe furqat ne qazaa se pahle
ho gayaa kaam adaa un kii adaa se pahle
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
jab se kisii sanam kaa afsaana jaante hai.n
har sa.ng-o-KHisht ko ham but-KHaana jaante hai.n
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
har barhaman bhii diid kaa mushtaaq hai so hai
us but ko paas-e-KHaatir-e-ushshaaq hai so hai
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
jalva dikhlaatii hai vahshat gardish-e-taqdiir kaa
shola-e-javvaala halqa hai mirii zanjiir kaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
dard-mando.n se na puuchho ki kidhar baiTh ga.e
terii majlis me.n Ganiimat hai jidhar baiTh ga.e
Meer Shamsuddeen Faqeer
Ghazal
mai.n shahiid-e-naaz huu.n maskan miraa madfan hu.aa
aaqibat meraa kafan meraa hii pairaahan hu.aa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
ho ga.e hai.n in dino.n kuchh aql se ma.azuur ham
hai jo nazdiik apne us ko jaante hai.n duur ham
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
jab se pesh-e-nazar us yaar kii peshaanii hai
suurat-e-aa.iina haasil mujhe hairaanii hai
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
pesh-e-nazar hai naza.a me.n naqsha-nigaar kaa
jalva KHizaa.n dikhaatii hai mujh ko bahaar kaa