SEARCH RESULTS
Showing search results for "شور_پند_ناصح"
Ghazal MATCHES FOR "شور_پند_ناصح"
Ghazal
shor-e-pand-e-naaseh ne zaKHm par namak chhi.Dkaa
aap se ko.ii puuchhe tum ne kyaa mazaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hotaa hai shiisha-e-dil chuur us kii guftuguu se
yaarab ye pand-e-naaseh yaa sa.ng-e-mohtasib hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
kyo.n chhe.De.n shoKHiyaa.n dil-e-shorish-pasand ko
kyo.n baiThe baiThe ko.ii qayaamat bapaa kare
Bedil Azimabadi
Ghazal
shajar parind KHas-o-KHaar ko bachaanaa pa.Daa
chaman me.n aag lagii thii use bujhaanaa pa.Daa
Riyaz Saghar
Ghazal
jaise KHarosh-e-bahr me.n shor-e-parind Duub jaa.e
Duub ga.ii mirii sadaa tez havaa ke shor me.n
Saleem Ahmed
Ghazal
kis kii nazar kaa fitna-e-shorish-pasand hai
ye mahshar-e-hayaat ki duniyaa kahe.n jise
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
nahii.n pasand mujhe sher-o-shaa.erii karnaa
kabhii-kabhaar bas uThtii hai ek huu mujh me.n
Anwar Shuoor
Ghazal
Anwar Aleemi
Ghazal
Ali Akbar Abbas
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
ye bhii hai un kii shoKH-mizaajii na puuchhiye
kahte hai.n arz-e-shauq ko diivaana-pan kii baat
Nasir Ansari
Ghazal
apne hii suune-pan kaa mudaavaa na kar sake
kahne ko ham ne shahr ko aabaad kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
mire vo she'r bhii aa.e pasand us ko vaah
chhupaa rakhaa thaa jinhe.n nukta-bii.n nigaaho.n se
Nomaan Shauque
Ghazal
ek to mai.n aap naaseh huu.n pareshaa.n KHasta-jaa.n
dil dukhaa detii hai terii pind-e-bejaa aur bhii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
ulfat us shoKH kii chhuuTe hai ko.ii jiite-jii
rakkho is pand se ai naaseho ma.azuur hame.n
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
aise naadaa.n bhii na the jaa.n se guzarne vaale
naaseho pand-garo raahguzar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
itnii baate.n mat banaa mujh shefte se naasehaa
pand ke laa.eq nahii.n mai.n qaabil-e-zanjiir ho.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
is pand se dil naaseh-e-dii.n-daar na TuuTe
but to.Dne me.n ka.abe kii diivaar na TuuTe