SEARCH RESULTS
Showing search results for "صائب"
Ghazal MATCHES FOR "صائب"
Ghazal
tuu nahii.n to zindagii aazaar hai tere baGair
zindagii zinda-dilii par baar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
'saa.ib' gale kaa haar hu.ii ab ke muflisii
kuchh kam nahii.n KHizaan-e-alam se bahaar-e-iid
Saib Asmi
Ghazal
alfaaz guftuguu ke liye ab nahii.n rahe
mahsuus ho rahaa hai mire lab nahii.n rahe
Fayyaz Uddin Saieb
Ghazal
ahbaab se ai hosh ayaadat kaa gilaa kyaa
tahsiil pe tum aa.e na saa.ib kii dukaa.n tak
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
chho.D aayaa thaa jo mai.n pichhle janam me.n 'saa.ib'
zehn me.n aaj un armaano.n kaa lashkar jaagaa
Saib Tonki
Ghazal
kyaa jaane 'saa.ib' aaj ye dauraan-e-arz-e-shauq
kyuu.n daf.atan vo chehra-e-KHandaa.n badal gayaa
Saib Tonki
Ghazal
kashtii-e-ziist hai girdaab-e-balaa me.n 'saa.ib'
aaj-kal naam-e-KHudaa vird-e-zabaa.n rahtaa hai
Saib Asmi
Ghazal
Fayyaz Uddin Saieb
Ghazal
kuchh ajab rang se dekhaa hai kisii ne 'saa.ib'
rang ik chehre pe aaj aataa hai ik jaataa hai
Saib Asmi
Ghazal
tumhaare zulm kii mii.aad ghaT bhii saktii hai
ye mere paa.nv kii zanjiir kaT bhii saktii hai
Fayyaz Uddin Saieb
Ghazal
na ba.Dhtii baat mohabbat me.n is qadar 'saa.ib'
jo us ne apno.n me.n begaana kah diyaa hotaa
Saib Tonki
Ghazal
baat saahil kii rakhe TuuTaa shikaaraa dekh le
paas to majdhaar hai kyuu.n kar kinaaraa dekh le
Saaieb S. M. Patil
Ghazal
ye kaisaa ulTaa zamaana hai in dino.n 'saa.ib'
ki aasmaa.n ke zamii.n sar hai aasmaa.n chup hai
Saib Tonki
Ghazal
Fayyaz Uddin Saieb
Ghazal
majaal-e-diid hai 'saa.ib' na taab-e-nutq mujhe
kisii ke saamne tasviir kii misaal huu.n mai.n