SEARCH RESULTS
Showing search results for "صاد"
Ghazal MATCHES FOR "صاد"
Ghazal
itnaa hairaa.n ho mirii be-talabii ke aage
vaa qafas me.n ko.ii dar KHud miraa sayyaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
scene KHaalii hai ba.Dii shiin pe hai.n nuqta tiin
saad aur zaad me.n bas farq hai ik nuqte se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Humaira Rahat
Ghazal
chashm-e-maKHmuur vo hai kaabil-e-Garq-e-mai-e-naab
daftar-e-ishq pe jab tak ki mire saad nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
lahuu mal kar shahiido.n me.n mile hai.n
hamaare naam par bhii saad kiije
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
paa-ba-zanjiir ko.ii daar pe mansuur nahii.n
haq kii baato.n pe bhalaa kaun yahaa.n saad kare
Sabiha Sumbul
Ghazal
saad surKHii se kiyaa kis ne sar-e-fard-e-jamaal
apne 'aalam me.n tire diida-e-maKHmuur nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ham ne ehsaan asiirii kaa na barbaad kiyaa
marte dam mu.nh taraf-e-KHaana-e-sayyaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mire badan ne bhii is faisle pe saad kiyaa
ki daaG-e-sajda rahegaa faqat jabii.n kii taraf
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
hai.n saad us kii aa.nkhe.n aur qad alif ke maanind
abruu hai nuun-e-naadir gesuu hai laam goyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
fahrist le ke aa.e hai.n aashiq tire sabhii
ai kaash mere naam pe hii saad ho sake
Shehzad Raza Lams
Ghazal
dekhte bhii vo nahii.n aa.nkh uThaa kar ham ko
saad hotaa nahii.n sarkaar me.n chehraa apnaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
vasl kaa saad bhii ho.egaa 'hasan' sabr karo
daftar-e-ishq kii dau.De.n hai.n baraate.n dil me.n
Meer Hasan
Ghazal
naam par mujh baada-kash ke saad chashm-e-mast hai
naama-e-a.amaal meraa KHat paimaana hu.aa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Gair mumkin hai ki Gaflat ko.ii sayyaad kare
kaun hogaa jo mujhe qaid se aazaad kare
Nilofar Noor
Ghazal
vo saaf ruKH pe jo zulf-e-siyaah-faam nahii.n
pataa ye hai ki halab ke qariib shaam nahii.n