SEARCH RESULTS
Showing search results for "صنف"
Ghazal MATCHES FOR "صنف"
Ghazal
naam bad-naam hu.aa sinf-e-Gazal kaa lekin
shaa.irii rasm-o-rivaayaat se aage na ba.Dhii
Shakeel Badayuni
Ghazal
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
ek vahshii sinf se ham ne sharaafat siikh lii
panj-tan kii lau Gazal kii anjuman me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
sinf-e-naazuk ko agar denii hai izzat dil se de
dar-guzar kar de KHataa.e.n husn-e-zan kii baat kar
Shahnaz Rahmat
Ghazal
ham qaafiya-paimaa.ii ke chakkar me.n pa.De hai.n
hai sinf-e-Gazal qaafiya-paimaa.ii se aage
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
ye sinf aabruu-e-fann-e-shaa.irii hai 'fazaa'
Gazal kaho to mazaamiin mo'atabar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
nazm ho yaa ho rubaa'ii kahiye yaa qit'a janaab
shaa'irii kii sinf kaa shahbaaz hai urdu Gazal
Aatish Muradabadi
Ghazal
kisii bhii sinf me.n zehn aap kaa chale na chale
qalam hai haath me.n bas KHvaa-maKHvaah likh liije
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
sanam se mohabbat bhii bezaariyaa.n bhii
junuu.n-koshiyaa.n bhii hai.n hoshyaariyaa.n bhii
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
ham ne hii apne KHuun kaa Gaaza diyaa tujhe
ham ne hii tujh ko sinf-e-Gazal mo'atabar kiyaa
riaz hanfi
Ghazal
sinf-e-naazuk hai Gazal pesh saliiqe se aa
sher saKHtii se na aa.e.nge ye qaabuu tere
Ravi shukl
Ghazal
ik aisii sinf pe mabnii hai fankaarii hamaarii
chhupaane se nahii.n chhuptii hai dildaarii hamaarii
Ahmad Azeem
Ghazal
zindagii kii raaho.n me.n phuul muskuraate hai.n
log sinf-e-naazuk se qurbate.n ba.Dhaate hai.n