SEARCH RESULTS
Showing search results for "صوت"
Ghazal MATCHES FOR "صوت"
Ghazal
daftar hai ek maani-e-be-lafz-o-saut kaa
saada sii jo nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
bas ek huuk sii dil se uThe ghaTaa kii tarah
ki harf o saut zaruurii nahii.n du.aa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
ba-ra.ng-e-saut-e-jaras tujh se duur huu.n tanhaa
KHabar nahii.n hai tujhe aah kaarvaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
jahaan-e-saut-o-sadaa me.n samaa nahii.n saktii
latiifa-e-azalii hai fuGaan-e-cha.ng-o-rabaab
Allama Iqbal
Ghazal
saalik hai kyuu.n taKHayyul-e-tark-e-vajuud me.n
naqsh-e-suvar kaa rang hai tere shuhuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
saut hii saut hai tasviir hii tasviir hai tuu
yaad terii ka.ii baate.n ka.ii pahluu aa.e
Shahzad Ahmad
Ghazal
tire KHayaal kii suurat-garii kaa shauq liye
mai.n KHvaab ho to gayaa huu.n ab aur kyaa ho jaa.uu.n?
Irfan Sattar
Ghazal
thaa merii saut pe pahra ''anaa-sipaahii'' kaa
mai.n apnii haar kaa iqraar kis tarah kartaa
Farhat Shahzad
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
mirii sadaa pe na barse.n agar tirii aa.nkhe.n
to harf o saut ke saare diye bujhaa duu.ngaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ek mai.n aur itne laakho.n silsilo.n ke saamne
ek saut-e-gung jaise gumbado.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
Akash Arsh
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
KHatm kiyaa sabaa ne raqs gul pe nisaar ho chukii
josh-e-nashaat ho chukaa saut-e-hazaar ho chukii
Akbar Allahabadi
Ghazal
merii suurat ye dikhaa.e bhii to kaise mujh ko
mere baare me.n ye aa.iina bhii kyaa jaantaa hai
Aurang zeb
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
khile hai.n phuul kii suurat tire visaal ke din
tire jamaal kii raate.n tire KHayaal ke din