SEARCH RESULTS
Showing search results for "طلوع"
Ghazal MATCHES FOR "طلوع"
Ghazal
badan me.n ek taraf din tuluu.a mai.n ne kiyaa
badan ke duusre hisse me.n raat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kuchh aur ba.Dh ga.e jo a.ndhere to kyaa hu.aa
maayuus to nahii.n hai.n tuluu-e-sahar se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
tujhii pe KHatm hai jaanaa.n mire zavaal kii raat
tuu ab tuluu bhii ho jaa ki Dhal rahaa huu.n mai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
kuchh aise dhyaan me.n chehra tiraa tuluu.a hu.aa
Guruub-e-shaam kaa manzar nikhar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Ghazal
ye raat kuchh bhii nahii.n thii ye raat sab kuchh hai
tuluu-e-jaam se pahle tuluu-e-jaam ke baa'd
Qabil Ajmeri
Ghazal
ab mire baa'd ko.ii sar bhii nahii.n hogaa tuluu.a
ab kisii samt se patthar bhii nahii.n aa.egaa
Azhar Inayati
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
Guncho.n ko e'tibaar-e-tuluu-e-chaman nahii.n
ruKH se ulaT naqaab ki mausam KHaraab hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
tuluu-e-mahr se bhii ghar kii tiirgii na ghaTii
ik aur shab kaTii yaa mai.n ne din tamaam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
hone ko hai tuluu sabaah-e-shab-e-visaal
bujhne ko hai charaaG-e-shabistaan-e-aarzuu!
Akhtar Shirani
Ghazal
tuluu-e-sub.h ne chamkaa diye hai.n abr ke chaak
'nadiim' ye miraa daamaan-e-mudda.aa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
yaa-rab ko.ii sitaara-e-ummiid phir tuluu
kyaa ho ga.e zamiin ke aasaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
us ne kahaa ki yaad hai.n rang tuluu-e-ishq ke
mai.n ne kahaa ki chho.Diye ab unhe.n bhuul jaa.iye
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vo raat chashma-e-zulmaat par guzaarii thii
vo jab tuluu.a hu.aa mujh pe raushnii ke saath
Sahba Akhtar
Ghazal
tuluu-e-sub.h kii afvaah itnii aam hu.ii
ki nisf shab ko gharo.n ke diye bujhaa.e ga.e