SEARCH RESULTS
Showing search results for "طناز"
Ghazal MATCHES FOR "طناز"
Ghazal
naqsh-e-naaz-e-but-e-tannaaz ba-aaGosh-e-raqiib
paa-e-taa.uus pa.e-KHaama-e-maanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh par 'valii' hamesha dildaar mehrbaa.n hai
har-chand hasb-e-zaahir tannaaz hai saraapaa
Wali Dakni
Ghazal
kosne dete hai.n jis vaqt butaan-e-tannaaz
haath uThaa.e hu.e ham un ko du'aa dete hai.n
Gulzar Dehlvi
Ghazal
taa.uus-e-parii-jalva ko Thukraa ke chale hai
andaaz-e-KHiraam-e-but-e-tannaaz to dekho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ai shaahid-e-ma.anii saf-e-shiirii.n-suKHanaa.n me.n
hai ko.ii agar shaa.ir-e-tannaaz hamii.n hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
pal pal maTak ke dekhe Dag Dag chale laTak ke
vo shoKH chhal chhabiilaa tannaaz hai saraapaa
Faez Dehlvi
Ghazal
yuu.n to na tasaahul na taGaaful na tajaahul
kuchh aur hai us kaafir-e-tannaaz kaa aalam
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
mujh se ha.ns ha.ns ke tirii mashq-e-sitam hotii hai
tujh saa monis but-e-tannaaz kahaa.n se laa.uu.n
Charkh Chinioti
Ghazal
guftam ki qad tumhaaraa gufta ki sarv-e-tannaaz
guftam ki dil tiraa kyaa gufta ki saKHt patthar
Faez Dehlvi
Ghazal
us but-e-tannaaz kii aa.nkho.n pe tohmat kyaa lage
mere dil ke aa.ine ko chuur honaa thaa hu.aa
Mushtaq Darbhangwi
Ghazal
Niyaz Haidar
Ghazal
aise ThaToliyo.n se na kar be-qaraar dil
jiine de ko.ii dam tuu ai tannaaz-e-dil-fareb
Lutfunnisa Imtiyaz
Ghazal
jaataa hu.aa mahtaab jo dam-bhar ko rukaa hai
ik mahvash-e-tannaaz kaa aa.nchal hu.ii.n shaaKHe.n
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
dil husn ke andaaz se mas.huur bahut hai
aa.nkh us but-e-tannaaz kii maKHmuur bahut hai
Haidar Husain Fiza Lucknowi
Ghazal
khaTak rahaa hai jo nashtar jaraahat-e-dil me.n
fareb-e-nargis-e-tannaaz se ibaarat hai