SEARCH RESULTS
Showing search results for "عبارت"
Ghazal MATCHES FOR "عبارت"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ik ibaarat hai jo tahriir nahii.n ho paa.ii
mujh ko likhtaa hu.aa tuu tujh ko miTaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
ye meraa josh-e-mohabbat faqat ibaarat hai
tumhaarii champa.ii raano.n ko noch khaane se
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zehn me.n jab bhii tire KHat kii ibaarat chamkii
ek KHushbuu sii nikalne lagii almaarii se
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkhe.n hai.n tere paas to phir sat.h-e-aab par
gahraa.ii se ubhar ke ibaarat bhii aa.egii
Iqbal Sajid
Ghazal
ik nazar dekh mujhe!! merii ibaadat ko dekh!!
bhuul paa.egaa agar mujh ko bhulaanaa chaahe
Fariha Naqvi
Ghazal
mai.n ki ek mehnat-kash mai.n ki tiirgii-dushman
sub.h-e-nau ibaarat hai mere muskuraane se
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
havaa se kah do ki kuchh der ko Thahar jaa.e
KHajil hamaarii ibaarat havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
ab un kii kufr-saamaanii bhii 'aatish'
dil-o-jaa.n par ibaarat ho ga.ii hai
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
kitnii KHallaaq hai ye niistii-e-ishq 'firaaq'
us se hastii hai 'ibaarat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ko.ii ik ghaav thaa jo she'r nahii.n ho paayaa
ko.ii ik choT thii jo dil ne 'ibaarat nahii.n kii
Arslan Abbas
Ghazal
mire banaa.e hu.e but me.n ruuh phuu.nk de ab
na ek umr kii mehnat mirii akaarat kar