SEARCH RESULTS
Showing search results for "عوض"
Ghazal MATCHES FOR "عوض"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mujhe KHabar na hu.ii aur zamaana jaate hu.e
nazar bachaa ke tiraa naam le gayaa mujh se
Farhat Abbas Shah
Ghazal
aisaa naadaan KHariidaar bhii ko.ii hogaa
jo tire Gam ke evaz saarii KHudaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
miyaan se niklii hii pa.Dtii thii tumhaarii talvaar
kyaa evaz chaah kaa thaa KHasmi-e-jaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahro.n chup rahte hai.n ham aur agar bolte hai.n
vahii phir phir ke ulaTtii hai.n tumhaarii baate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
mai.n sun rahaa huu.n a.ndhere me.n aahaTe.n kaisii
ye kaun aayaa hai aur kaun jaanaa chaahtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
nashaat-e-qurb Gam-e-hijr ke evaz mat maa.ng
du.aa ke naam pe yuu.n bad-du.aa nahii.n karte
Mohsin Bhopali
Ghazal
ulTe vo shikve karte hai.n aur kis adaa ke saath
be-taaqatii ke ta.ane hai.n uzr-e-jafaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
ik mohabbat ke evaz arz-o-samaa de duu.ngaa
tujh se kaafir ko to mai.n apnaa KHudaa de duu.ngaa