SEARCH RESULTS
Showing search results for "غضب"
Ghazal MATCHES FOR "غضب"
Ghazal
achchhii suurat pe Gazab TuuT ke aanaa dil kaa
yaad aataa hai hame.n haa.e zamaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaam sab Gair-zaruurii hai.n jo sab karte hai.n
aur ham kuchh nahii.n karte hai.n Gazab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
naakaam-e-ishq huu.n so miraa dekhnaa bhii dekh
kam dekhtaa huu.n aur Gazab dekhtaa huu.n mai.n
Shaheen Abbas
Ghazal
Gazab kaa husn hai aaraa.ishe.n qayaamat kii
ayaa.n hai qudrat-e-parvardigaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
Gazab hai ain-e-karam me.n baKHiil hai fitrat
ki laal-e-naab me.n aatish to hai sharaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye inaayate.n Gazab kii ye balaa kii mehrbaanii
merii KHairiyat bhii puuchhii kisii aur kii zabaanii
Nazeer Banarasi
Ghazal
ko.ii nahii.n hai jo batlaa.e mere logo.n ko
havaa ke ruKH ke badalne se kyaa Gazab hogaa
Shahryar
Ghazal
adab hai mai.n jo jhukaa.e hu.e huu.n aa.nkh apnii
Gazab hai tum jo na dekho nazar uThaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
un mast mast aa.nkho.n me.n aa.nsuu are Gazab
ye ishq hai to qahr-e-KHudaa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
zariif abruu Gazab Gamza Gussa Gaur Gazal
ghamanD qaus qazaa ishq tanz niim saKHii