SEARCH RESULTS
Showing search results for "غض_بصر"
Ghazal MATCHES FOR "غض_بصر"
Ghazal
yahii hai Gazz-e-basar ye hai dekhnaa meraa
rahegii aa.nkh tahayyur me.n DabDabaa.ii hu.ii
Rafi Raza
Ghazal
jhuuTii tasalliyo.n pe shab-e-Gam basar hu.ii
uThii chamak jo zaKHm me.n samjhaa sahar hu.ii
Javed Lakhnvi
Ghazal
kisii kii purshish-e-Gam baar ho ga.ii hogii
tamaam dukh hama aazaar ho ga.ii hogii
Zafar Akbarabadi
Ghazal
har ek lamha-e-Gam bahr-e-be-karaa.n kii tarah
kisii kaa dhyaan hai aise me.n baadbaa.n kii tarah
Arshad Kamal
Ghazal
shikast-e-ruuh se pahle sahar nahii.n hotii
tamaam umr shab-e-Gam basar nahii.n hotii
Ishrat Jalandhari
Ghazal
tuu sub.h qadam-ranja kare Tuk to hai varna
kis vaaste aashiq kii shab-e-Gam basar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
tujh se milne ke liye KHud ko safar par rakkhaa
zindagii ne miraa Gam baar-e-digar par rakkhaa
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
taviil hai ye shab-e-Gam basar nahii.n mumkin
na jaane kyo.n vo tasavvur me.n baar baar aa.e
Shama Bhalisi
Ghazal
tark-e-ulfat kaa kuchh is tarh se paiGaam diyaa
KHat me.n Gam bhar ke lifaafe pe miraa naam diyaa
Meenaxee Raj
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tumhaaraa Gam bahar-suurat hai pyaaraa
hame.n ehsaas-e-besh-o-kam nahii.n hai
Mohammad Ishaq Afsar Afaqi
Ghazal
ham ne to maajraa-e-Gam bar-sar-e-‘aam kah diyaa
ashk bahe ho.n yaa nahii.n shor uThaa ho yaa na ho
Pirzada Qasim
Ghazal
baar-e-Gam baar se ehsaa.n ke badal jaataa hai
tauq-e-gardan kashish-e-kaaf-e-karam hai ham ko