SEARCH RESULTS
Showing search results for "فرنگیوں"
Ghazal MATCHES FOR "فرنگیوں"
Ghazal
ilaaj aatish-e-'ruumii' ke soz me.n hai tiraa
tirii KHirad pe hai Gaalib fira.ngiyo.n kaa fusuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
savaad-e-qatl-gaah ke KHilaaf raushnii hu.ii
firangiyo.n kii Topiyaa.n havaa u.Daa ke le ga.ii
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
go is kii KHudaa.ii me.n mahaajan kaa bhii hai haath
duniyaa to samajhtii hai fara.ngii ko KHudaavand
Allama Iqbal
Ghazal
fikr-e-'arab ko de ke fara.ngii taKHaiyyulaat
islaam ko hijaaz-o-yaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n KHud-farebiyo.n me.n safar ho rahaa hai tai
baiThe hai.n pul pe aur nazar hai bahaav par
Ehsan Danish
Ghazal
ye huuryaan-e-fara.ngii dil o nazar kaa hijaab
bahisht-e-maGrabiyaa.n jalva-haa-e-paa-ba-rikaab
Allama Iqbal
Ghazal
jin jin ke tuu mazaar se guzraa vo jii uThe
baaqii rahe hai.n ek tire faaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
farebiyo.n me.n pareshaa.n hai sab ke sab rishte
yahaa.n vafaa.o.n pe ab e'tibaar kaun kare
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
dost yaa aziiz hai.n KHud-farebiyo.n kaa naam
aaj aap ke sivaa ko.ii aap kaa nahii.n
Tajwar Najibabadi
Ghazal
gardan-faraaziyo.n yuu.n hai maqtal zamii.n tamaam
kaise kahaa.n ye baat pe tum apnii u.D ga.e
Aziz Qaisi
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
biimaar-e-ishq kahte hai.n daarushshifaa use
aisii hii jo hasiin fara.ngii-mahal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
safar hayaat kaa ham ne giraa.n kiyaa hii nahii.n
farebiyo.n ko kabhii ham-inaa.n kiyaa hii nahii.n
Shamshad shaad
Ghazal
Raza Naqvi
Ghazal
gar ho tamancha-band vo rashk-e-fira.ngiyaa.n
baa.nke muGal bache na kare.n KHaana-ja.ngiyaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ushshaaq-e-lucknow kii kashish dekh ai masiih
london ke KHuub-ruu bhii fara.ngii-mahal ga.e