SEARCH RESULTS
Showing search results for "قابض"
Ghazal MATCHES FOR "قابض"
Ghazal
muflisii masnad-e-zardaar pe qaabiz hogii
mahl badlegaa zamaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
qaabiz rahaa hai dil pe jo sultaan kii tarah
aaKHir nikal gayaa shah-e-iiraan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
chor thaa munsif ke dil me.n tujh pe qaabiz ho gayaa
varna 'aabid' thaa tiraa haqdaar pahlaa aaKHirii
aabid umar
Ghazal
mire vajuud pe qaabiz hu.aa vo pal bhar me.n
nazar kii teG se dil ko Gulaam karte hu.e
Zulfiqar Zaki
Ghazal
ye jang haar na jaa.e sipaah qaid me.n hai
Gulaam taKHt pe qaabiz hai.n shaah qaid me.n hai
Komal Joya
Ghazal
ik shoKH se sairaab nazar hone lagii hai
qaabiz hai magar dil pe hayaa aur kisii kii
Jafar Sahni
Ghazal
Rasheeda Ayan
Ghazal
KHuun hii KHuun thaa darbaar kii diivaaro.n par
qaabiz-e-taKHt-e-viraasat kii riyaa-kaarii thii
Sarwar Arman
Ghazal
Jamal Owaisi
Ghazal
Kamal Kataria Karan
Ghazal
vo rafta-rafta agar dil pe ho gayaa qaabiz
to phir na sochnaa KHaalii makaan kar degaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
mere tasavvuraat me.n qaabiz ho sirf tuu
har lamha zehn-o-dil me.n tuu apnaa KHayaal de
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
jahaa.n chhi.Dte the KHushiyo.n ke taraane
'mujiib' us ghar pe qaabiz KHaamushii hai
Syed Mujeebul Hasan
Ghazal
is qadar aa.nkho.n pe qaabiz hai vo jaanaa us kaa
is taraf aataa dikhaa.ii nahii.n detaa kuchh bhii
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
ret qaabiz thii bahut KHaamosh lagtii thii nadii
paar karte vaqt ye jaanaa ki gahrii thii nadii
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
vo merii aa.nkho.n pe qaabiz rahaa 'siyaa' lekin
kisii bhii KHvaab kii ta.abiir me.n nahii.n aayaa
Siya sachdev
Ghazal
kuchh logo.n kii ruuho.n pe to qaabiz rahaa shaitaa.n
the ujle libaas un ke vo naapaak bahut the
Tauqeer Zaidi
Ghazal
sifat bast-o-qaabiz kii tuKHm-o-shajar hai
jo buu hai so gul hai jo gul hai so buu hai