SEARCH RESULTS
Showing search results for "قبرستان"
Ghazal MATCHES FOR "قبرستان"
Ghazal
zindagii me.n jo tumhe.n KHud se ziyaada the aziiz
un se milne kyaa kabhii jaate ho qabristaan bhii
Khurshid Talab
Ghazal
aksar mai.n ne qabristaan me.n Gaur kiyaa
apnii miTTii apne haath me.n kab hotii hai
Fay Seen Ejaz
Ghazal
dil ke qabristaan kaa yaaro.n kyaa kahnaa
laashe.n bas jazbaat kii is me.n paltii hai.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
kitnaa ma.anii-KHez hai ye ruup qabristaan kaa
qabr se lipTe hu.e hai.n KHaamushii aur chand phuul
Yasir Raza Asif
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kisii KHaamosh chehre par vo itmiinaan kaa manzar
jigar ko kaaTtaa hai ab bhii qabristaan kaa manzar
Tahir Adeem
Ghazal
uu.nche niiche daa.e.n baa.e.n miTTii ke Tiile
aashaa.o.n ke sard badan bhiitar kaa qabristaan
seemab zafar
Ghazal
Deedar Bastawi
Ghazal
saj rahii hai.n phir siyaasii manDiyaa.n chaaro.n taraf
dekhnaa tabdiil hogaa shahr qabristaan me.n
Faizul Amin Faiz
Ghazal
khulii laasho.n kaa qabristaan ban ke
bahut chup hai zamii.n viiraan ban ke
Madhuvan Rishi Raj
Ghazal
ghup KHaamoshii jaise qabristaan me.n huu.n
kyaa mai.n zinda laasho.n ke asthaan me.n huu.n
Anamta Ali
Ghazal
kahii.n Galatii se bhii paa.o.n na pa.D jaa.e.n
mohabbat ek qabristaan hai jaanaa.n
Altaf Sheikh Ayyaab
Ghazal
Arif Shafiq
Ghazal
puuraa yuu.n hii shahr qabristaan jaisaa ho gayaa
zaalimo.n ko aur kitnii ab halaakat chaahiye