SEARCH RESULTS
Showing search results for "قفل"
Ghazal MATCHES FOR "قفل"
Ghazal
tujh se qismat me.n mirii suurat-e-qufl-e-abjad
thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
sahraa pe lage pahre aur qufl pa.De ban par
ab shahr-badar ho kar diivaana kidhar jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is band ghar me.n kaise kahuu.n kyaa tilism hai
khole the jitne qufl vo ho.nTo.n pe pa.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
kiyaa savaal jo mai.n ne vafaa ke qaatil se
zabaa.n pe qufl lagaa thaa javaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
baaG-e-jahaa.n ko yaad kare.nge adam me.n kyaa
kunj-e-qafas se ta.ng rahe aashiyaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vaa.iz abas ye zikr-e-azaab-e-shadiid hai
ik tauba qufl-e-rahmat-e-haq kii kaliid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
qat.a miqraaz-e-KHamoshii se zabaa.n ko kiijiye
qufl de kar ganj par miftaah to.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zabaan-e-yaar KHamoshii ne merii khulvaa.ii
mai.n qufl ban ke kaliid-e-dar-e-KHazaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
asraar-e-mohabbat kaa iz.haar hai naa-mumkin
TuuTaa hai na TuuTegaa qufl-e-dar-e-KHaamoshii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
lab par hamaare zabt kaa thaa qufl-e-KHaamushii
aur aa.nkh me.n sukuut thaa inkaar dekh kar
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
farmaa.iye roke se ruke hai.n kabhii aashiq
darvaaze pe qufl aap ke sau baar pa.Daa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
'arsh' hu.aa ik lafz jo minhaa yaado.n se
ham ne ghar ko qufl lagaanaa chho.D diyaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
shaayad hamaare qaul pe hablul-variid hai
ham se KHudaa qariib hai ka.aba ba.iid hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
aaj vo haal hai apnaa jo kisii ne puuchhaa
ho ga.e qufl-e-dahan-sharm bataayaa na gayaa