SEARCH RESULTS
Showing search results for "قلندر"
Ghazal MATCHES FOR "قلندر"
Ghazal
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaa
kah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
haalaat ke qadmo.n pe qalandar nahii.n girtaa
TuuTe bhii jo taaraa to zamii.n par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
paanii paanii kar ga.ii mujko qalandar kii ye baat
tuu jhukaa jab Gair ke aage na man teraa na tan
Allama Iqbal
Ghazal
ham pe haakim kaa ko.ii hukm nahii.n chaltaa hai
ham qalandar hai.n shahanshaah laqab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
darbaar me.n jaanaa miraa dushvaar bahut hai
jo shaKHs qalandar ho gadaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
daavat to ba.Dii chiiz hai ham jaise qalandar
har ek ke paiso.n kii davaa bhii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
ye shahr-daar-o-muhtasib-o-maulavii hii kyaa
piir-e-muGaan-o-rind-o-qalandar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
aashiq jo is galii kaa bhii mar kar chalaa gayaa
duniyaa se ek aur qalandar chalaa gayaa
Khan Janbaz
Ghazal
alaava raah-e-qalandar tamaam duniyaa me.n
kisii bhii raah se guzro zamaana pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
yaa sanjar o tuGral kaa aa.iin-e-jahaa.ngiirii
yaa mard-e-qalandar ke andaaz-e-muluukaana
Allama Iqbal
Ghazal
ab KHaak to kiyaa hai dil ko jalaa jalaa kar
karte ho itnii baate.n kyuu.n tum banaa banaa kar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
pa.De rahe.n to qalandar uThe.n to fitna hai.n
hame.n jagaayaa to nii.nde.n haraam kar de.nge