SEARCH RESULTS
Showing search results for "لکد"
Ghazal MATCHES FOR "لکد"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mirii lahad pe pata.ngo.n kaa KHuun hotaa hai
huzuur sham.a na laayaa kare.n jalaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
KHud hii mai.n KHud ko likh rahaa huu.n KHat
aur mai.n apnaa naama-bar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
'majruuh' likh rahe hai.n vo ahl-e-vafaa kaa naam
ham bhii kha.De hu.e hai.n gunahgaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
daraKHt kaaT ke jab thak gayaa laka.D-haaraa
to ik daraKHt ke saa.e me.n jaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
qaasid ke aate aate KHat ik aur likh rakhuu.n
mai.n jaantaa huu.n jo vo likhe.nge javaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kujaa mai.n aur kujaa ai 'shaad' duniyaa
kahaa.n se kis jagah laayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taariiKH-e-karbalaa-e-suKHan! dekhnaa ki mai.n
KHuun-e-jigar se likh ke varaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
saa.ns lete hu.e insaa.n bhii hai.n laasho.n kii tarah
ab dha.Dakte hu.e dil kii bhii lahad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
ishq mai.n ne likh Daalaa qaumiyat ke KHaane me.n
aur teraa dil likhaa shahriyat ke KHaane me.n
Amir Ameer
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
qusuur ho to hamaare hisaab me.n likh jaa.e
mohabbato.n me.n jo ehsaan ho tumhaaraa ho