SEARCH RESULTS
Showing search results for "محاسبہ"
Ghazal MATCHES FOR "محاسبہ"
Ghazal
kiyaa hai mai.n ne KHud apnaa muhaasba aksar
tamiiz mujh me.n isii tajrabe se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
goyaa muhaasba mujhe denaa thaa 'ishq kaa
us taur dil sii chiiz ko mai.n ne lagaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
apnaa muhaasba kabhii karne nahii.n diyaa
KHud-biiniyo.n ne ham ko sa.nvarne nahii.n diyaa
Obaidur Rahman
Ghazal
agar muhaasba apnaa kare.n to paa.e.nge
nahii.n hai ham se jahaa.n me.n ko.ii bhii bad-tar aaj
Barqi Azmi
Ghazal
tamaam dil ke paarche bikhar chuke zamiin par
hisaab rakhne vaale kaa muhaasba nahii.n hu.aa
Abu Leveeza Ali
Ghazal
tamaam dil ke paarche bikhar chuke zamiin par
hisaab rakhne vaale kaa muhaasba nahii.n hu.aa
Abu Leveeza Ali
Ghazal
Khursheed Ahmad Malik
Ghazal
hamdam muhaasba mire a.amaal kaa na kar
us ko KHudaa pe chho.D ke meraa kalaam dekh
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
mujhe dost kahne vaale zaraa dostii nibhaa de
ye mutaalba hai haq kaa ko.ii iltijaa nahii.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
apnii mahbuuba me.n apnii maa.n dekhe.n
bin maa.n ke la.Dko.n kii fitrat hotii hai
Javed Akhtar
Ghazal
dil miraa soz-e-nihaa.n se be-muhaabaa jal gayaa
aatish-e-KHaamosh kii maanind goyaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe chāk-e-jeb-o-dāman se nahīñ munāsibat kuchh
ye junūñ hī ko mubārak rah-o-rasm-e-āmiyāna