SEARCH RESULTS
Showing search results for "محدودیت"
Ghazal MATCHES FOR "محدودیت"
Ghazal
ek lamhe me.n jo kar baiThe hai.n diivaane tire
log sadiyo.n us kii laa-mahduudiyat samjhaa kiye
Mushtaq Naqvi
Ghazal
fasiil-e-sa.ng kii mahduudiyat halaakat hai
u.Daa de KHud ko havaa me.n to sansanaa.egaa kuchh
Nadeem Goyai
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
zaat-o-sifaat-e-husn kaa aalam nazar me.n hai
mahduud-e-sajda kyaa miraa zauq-e-jabii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
mahduud hai.n du.aa.e.n mire iKHtiyaar me.n
har saa.ns pur-sukuun ho tuu sau baras jiye
Gulzar
Ghazal
kis qadar mahduud kar detaa hai Gam insaan ko
KHatm kar detaa hai har ummiid har imkaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
ga.e vo din ki mujhii tak thaa meraa dukh mahduud
KHabar ke jaisaa ye afsaana laKHt-laKHt na thaa
Parveen Shakir
Ghazal
ishq-e-laa-mahduud jab tak rahnumaa hotaa nahii.n
zindagii se zindagii kaa haq adaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
shab-e-taariik hai viiraana hai mahviyyat-e-Gam hai
ajab aalam me.n qurbat aap kii mahsuus hotii hai
Jigar Barelvi
Ghazal
jo aa ga.e tajallii-e-tanziih-e-zaat me.n
mahduud kis tariiq se ho.nge huduud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye ko.ii yaad hai ye bhii hai ko.ii mahviyyat
tire KHayaal me.n tujh ko bhii bhuul jaanaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
mahduud hai nazzaara jab hai.n yahii do-aalam
yaa apnii taraf dekho yaa merii taraf dekho
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
kyaa yahii mahduud paikar hii haqiiqat hai mirii
sochtaa huu.n din Dhale ab apnaa saaya dekh kar
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
tuu bhii mahduud na ho mujh ko bhii mahduud na kar
apne naqsh-e-kaf-e-paa ko mirii manzil na banaa