SEARCH RESULTS
Showing search results for "محسوس"
Ghazal MATCHES FOR "محسوس"
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
har mulaaqaat pe mahsuus yahii hotaa hai
mujh se kuchh terii nazar puuchh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
tire pahluu me.n kyuu.n hotaa hai mahsuus
ki tujh se duur hotaa jaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ai dost ham ne tark-e-mohabbat ke baavajuud
mahsuus kii hai terii zaruurat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
pahu.nchaa jo tere dar pe to mahsuus ye hu.aa
lambii sii ek qataar me.n jaise kha.Daa huu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
ham ko mahsuus kiyaa jaa.e hai KHushbuu kii tarah
ham ko.ii shor nahii.n hai.n jo sunaa.ii de.nge
Waseem Barelvi
Ghazal
mahsuus ye hotaa hai abhii jaag rahe hai.n
lahore ke sab yaar bhii so jaa.e.n to so.e.n
Habib Jalib
Ghazal
mujhe thaa shikva-e-hijraa.n ki ye hu.aa mahsuus
mire qariib se ho kar vo naa-gahaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n ne mahsuus kiyaa jab bhii ki ghar se niklaa
aur bhii log ka.ii kar ke bahaane nikle
Amir Ameer
Ghazal
vo mujhse duur hotaa jaa rahaa hai rafta rafta
agar us ko kabhii mahsuus karnaa pa.D gayaa to
Asim Wasti
Ghazal
ye aur baat ki mahsuus tak na hone duu.n
jaka.D sii letii hai dil ko tirii ko.ii ko.ii baat
Jawad Sheikh
Ghazal
mahsuus ho rahaa hai ki tanhaa nahii.n huu.n mai.n
shaayad kahii.n qariib ko.ii duusraa bhii hai