SEARCH RESULTS
Showing search results for "مداخلت"
Ghazal MATCHES FOR "مداخلت"
Ghazal
mai.n KHud se mil ke kabhii saaf saaf kah duu.ngaa
mujhe pasand nahii.n hai mudaaKHalat apnii
Anjum Saleemi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Naz Muzaffarabadi
Ghazal
mudaaKHalat kii fazaa taante chalo 'rizvaan'
havaa kii chaal me.n mumkin hai kuchh lachak aa.e
Rizwan Saeed
Ghazal
phir kho na jaa.e.n ham kahii.n duniyaa kii bhii.D me.n
miltii hai paas aane kii mohlat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yuu.n to kabhii mu.nh pher ke dekho bhii nahii.n ho
jab vaqt pa.De hai to mudaaraat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
ai naavak-e-Gam dil me.n hai ik buu.nd lahuu kii
kuchh aur to kyaa ham se mudaaraat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Gam-e-shu.uur ko.ii dam to mujh ko mohlat de
tamaam-umr jalaayaa hai apnaa jii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
kahnaa thaa jis ko us se kisii vaqt me.n mujhe
is baat ke kalaam kii mohlat nahii.n milii
Muneer Niyazi
Ghazal
umr-bhar kii mohlat to vaqt hai ta.aaruf kaa
zindagii samajhne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kaash is KHvaab kii ta.abiir kii mohlat na mile
sho.ale ugte nazar aa.e mujhe gulzaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dekhaa jaataa hai yahaa.n hausla-e-qata-e-safar
nafas-e-chand kii mohlat nahii.n dekhii jaatii
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
phir kho na jaa.e.n ham kahii.n duniyaa kii bhii.D me.n
miltii hai paas aane kii mohlat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aa jaa.e.n ham nazar jo ko.ii dam bahut hai yaa.n
mohlat hame.n bisaan-e-sharar kam bahut hai yaa.n