SEARCH RESULTS
Showing search results for "مداوائے_غم_محرومی"
Ghazal MATCHES FOR "مداوائے_غم_محرومی"
Ghazal
yuu.n bhii hotaa hai mudaavaa-e-Gam-e-mahruumii
jabr-e-sayyaad bhii hai hasrat-e-parvaaz bhii hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
vo daad-e-sitam bhii diye jaa rahe hai.n
madavaa-e-Gam bhii kiye jaa rahe hai.n
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
ye aur baat hai ki madavaa-e-Gam na thaa
lekin tiraa KHuluus tavaqqo se kam na thaa
Azeem Murtaza
Ghazal
muddat hu.ii hai un se madavaa-e-Gam kiye
karte hai.n kitnaa pyaar chalo chal ke dekh le.n
Mahmood Nashtari
Ghazal
mudaavaa-e-Gam-e-furqat nahii.n kuchh
bas un kii daastaa.n hai aur mai.n huu.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
chalo ki mil ke madavaa-e-Gam kare.n ham log
hai sab ko ek hii Gam besh-o-kam kii baat nahii.n
Daud Ghazi
Ghazal
jab mudaavaa-e-Gam-e-hijr kaa imkaa.n hii nahii.n
phir bhalaa mere bikhar jaane pe hairat kaisii
Hasnain Asghar Tabassum
Ghazal
ab sivaa is ke mudaavaa-e-Gam-e-dil kyaa hai
itnii pii jaa.e.n ki har ranj-o-mehan ko bhuule.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
raag me.n aag dabii hai Gam-e-mahruumii kii
raakh hokar bhii ye shola hame.n sulgaa.egaa
Ahmad Rahi
Ghazal
kis tarah karte mudaavaa-e-Gam-e-jaanaa.n bhii ham
dil hii jab apnaa hariis-e-lazzat-e-aazaar thaa
Bahzad Fatami
Ghazal
un se har haal me.n tum silsila-jumbaa.n rakhnaa
kuchh madavaa-e-Gam-e-gardish-e-dauraa.n rakhnaa
Afsar Mahpuri
Ghazal
tum ko karnaa hai madaavaa-e-Gam-e-nau.a-e-bashar
dard-e-dil le ke chalo soz-e-jigar le ke chalo
Athar Ziai
Ghazal
tum ne chaahaa na mudaavaa-e-Gam-e-shaam-e-firaaq
varna tum kuchh to na aane kii vazaahat karte
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
giito.n ke hasii.n paikar murjhaa nahii.n paa.e.nge
jab tak Gam-e-mahbuubii taKH.iil kaa shahpar hai