SEARCH RESULTS
Showing search results for "مردود"
Ghazal MATCHES FOR "مردود"
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shaa.istagaan-e-shahr me.n mat kiijiye shumaar
marduud-e-KHalq huu.n mujhe rusvaa.ii chaahiye
Aashufta Changezi
Ghazal
is gulshan-e-duniyaa me.n shagufta na hu.aa mai.n
huu.n Guncha-e-afsurda ki marduud-e-sabaa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
nigaah-e-naaz me.n dil kaa kuchh eqtidaar nahii.n
agar abhii hai ye maqbuul to abhii marduud
Nooh Narvi
Ghazal
kostaa aise hai marduud hamesha mujh ko
kabhii maa.ngii na du.aa Gair ke mar jaane kii
Boom Merathi
Ghazal
hai marduud-e-dair aur ka.abe se faariG
na momin na kaafir ye dil kyaa balaa hai
Maikash Akbarabadi
Ghazal
chhuT ga.ii.n nabze.n hu.e lab band putlii phir ga.ii.n
aur vo marduud kahtaa hai ki ye dam-baaz hai
Boom Merathi
Ghazal
tirii maujuudgii mahduud kartii hai tujhe tujh tak
tuu naa-maujuud hone hii pe laa-mahduud hotaa hai
Shamim Abbas
Ghazal
ab kahii.n ko.ii Thikaana hii nahii.n juz kuu-e-yaar
murtad-e-ka.aba hu.aa marduud-e-but-KHaana hu.aa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
zar jab se mere ghar me.n maujuud ho gayaa hai
har Gair meraa tab se mauduud ho gayaa hai
Anas Naqar
Ghazal
KHaar-e-marduud-e-chaman mujh ko kiyaa roz-e-azal
jin ne bhejaa hai tujhe guuna-e-gulzaar ke saath
Qayem Chaandpuri
Ghazal
shaam ko phir yaad aa.ii shaam ke baazaar kii
phir kiyaa mai.n ne tabarraa shaam ke marduud par
Jabbar Wasif
Ghazal
rahmato.n me.n tirii aaGosh kii paale ga.e ham
aise marduud hu.e phir ki nikaale ga.e ham