SEARCH RESULTS
Showing search results for "مساجد"
Ghazal MATCHES FOR "مساجد"
Ghazal
Figar Muradabadi
Ghazal
zaahid ko agar taaq-e-masaajid kii talab hai
ushshaaq ko hai abruu-e-KHamdaar se matlab
Qamar Hilali
Ghazal
but-KHaane banaa karte hai.n kis tarah masaajid
jab naGma-e-naaquus azaa.n ho nahii.n saktaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Hairat bin Wahid
Ghazal
sunaa hai mai.n ne masaajid ke un minaaro.n se
manaadiro.n ke in uu.nche kalas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
Anas Nabeel
Ghazal
ab vaa'iz-o-zaahid hai.n baham dast-o-garebaa.n
ik jang-e-jamal aaj masaajid me.n chhi.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
qayaamat yaqiinan qariib aa ga.ii hai
'KHumaar' ab to masjid me.n jaane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
dil kii qismat hii me.n likkhaa thaa a.ndheraa shaayad
varna masjid kaa diyaa kis ne bujhaayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuu.n kar le.n
kisii rote hu.e bachche ko ha.nsaayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
ye mai-kada hai vo masjid hai vo hai but-KHaana
kahii.n bhii jaa.o farishte hisaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
shaiKH kartaa to hai masjid me.n KHudaa ko sajde
us ke sajdo.n me.n asar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
masjid me.n duur duur ko.ii duusraa na thaa
ham aaj apne aap se mil-jul ke aa ga.e
Rahat Indori
Ghazal
nahii.n uThte qadam kyuu.n jaanib-e-dair
kisii masjid me.n bahkaayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Ghazal
hairat hai tum ko dekh ke masjid me.n ai 'KHumaar'
kyaa baat ho ga.ii jo KHudaa yaad aa gayaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
KHaraab rahte the masjid ke aage mai-KHaane
nigaah-e-mast ne saaqii kii intiqaam liyaa