SEARCH RESULTS
Showing search results for "مستعد"
Ghazal MATCHES FOR "مستعد"
Ghazal
baiThaa huu.n 'miir' marne ko apne me.n musta.id
paidaa na ho.nge mujh se bhii jaa.nbaaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
chain se rahne na de in ko na KHud aaraam kar
musta.id hai.n jo KHilaafat ko miTaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
bache kam-baKHt vo dil kyuu.nki bhalaa jis dil ke
musta.id ho nigah-e-shoKH uchakne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
gul TuuTte hai.n hote hai.n bulbul asiir-e-daam
sayyaad musta.id madad-e-baaGbaa.n me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
musta.id ho ke mire qatl pe aayaa jallaad
me.n ne ye sher pa.Dhaa dard se marte marte
Ishq Aurangabadi
Ghazal
tabaahiyo.n ke liye musta.id hai.n ahl-e-jahaa.n
ye aagahii kahii.n tauhiin-e-aagahii to nahii.n
Arsh Malsiyani
Ghazal
jo log hai.n zamaane me.n sargarm-o-musta.id
rahte nahii.n ulajh ke KHayaal aur KHvaab me.n
Abdul Ghafoor Saqi
Ghazal
zulf ko bhii hai dam-ba-dam azm-e-kamand-e-afganii
daam liye hai musta'id turra-e-taabdaar bhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ahmad Javaid
Ghazal
har ek chalne ko yaa.n musta.id hai shaah-savaar
zamii.n pe paa.nv hai ik duusraa rikaab ke biich
Shah Naseer
Ghazal
nashist me.n is qadar ta.ammul ba-vaqt-e-ruKHsat
murassa' o musta'id savaarii me.n kyaa kamii thii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
mushaa.ira me.n pa.Dho shauq se Gazal 'biimaar'
ki musta.id hai.n suKHan-sanj marhabaa ke liye
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
huu.n musta.id-e-riqqat farhaad mujhe bahlaa
le Duube.nge tujh ko bhii kohsaar jo mai.n royaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ai adam ke jaane vaalo ko.ii dam kii der hai
musta.id huu.n mai.n bhii aane ke liye aataa huu.n mai.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
qalam ko musta.id-e-hubb-e-jaah likh liije
mire gunaaho.n me.n aur ik gunaah likh liije
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
kal talak qaane rahaa jo gardish-e-taqdiir par
musta.id hai aaj vo aafaaq kii tasKHiir pur
Saleem Betab
Ghazal
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
mai.n musta.id huu.n agar naala-o-fuGaa.n ke liye
to kuchh se kuchh abhii ho jaa.e aasmaa.n ke liye