SEARCH RESULTS
Showing search results for "مشاہدہ"
Ghazal MATCHES FOR "مشاہدہ"
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
is zindagii se ham ko na duniyaa milii na dii.n
taqdiir kaa mushaahida karte guzar ga.ii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
bahaar kaun sii tujh me.n jamaal-e-yaar na thii
mushaahida thaa tiraa sair-e-laala-zaar na thii
Zeb Ghauri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
mirii nazar miraa apnaa mushaahida hai kahaa.n
jo musta.aar nahii.n hai vo zaaviya hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
sivaa.e ahl-e-suKHan ho mushaahida kis ko
nihaa.n hai shaahid-e-ma.anii suKHan ke parde me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
aa.iina le ke kiijiye itnaa mushaahida
ham se suluuk-e-sharm-o-hayaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
muraaqabe me.n hai kyaa kyaa mushaahida ai shaiKH
baGair us ke nazar me.n asar nahii.n aataa
Safi Aurangabadi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
payambaro.n ne kahaa thaa ki jhuuT haaregaa
magar ye dekhiye apnaa mushaahida kyaa hai
Hasan Naim
Ghazal
sadaaqato.n se muzayyan KHayaal hai 'saahil'
mushaahida tire arz-e-hunar me.n rahtaa hai
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
nairangi-e-jahaa.n kaa kahaa.n tak mushaahida
ai fursat-e-nigaah tiraa jii bharaa nahii.n
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
binaa-e-sher hai meraa mushaahida 'ishrat'
mire kalaam me.n har dil kaa dard hotaa hai
Amrit Lal Ishrat
Ghazal
yuu.nhii jo karte rahe.nge mushaahida dil kaa
chamak uThegaa kisii roz aa.ina dil kaa
Shabbir Ahmad Shad
Ghazal
mushaahida na ko.ii tajraba na KHvaab ko.ii
tamaam sher-o-suKHan harf-o-ijtinaab ko.ii
Yaqoob Rahi
Ghazal
kare.n mushaahida gulzaar aisii aa.nkho.n se
nazar haTaa.e.n to manzar hame.n sadaa.e.n de