SEARCH RESULTS
Showing search results for "مصاحب"
Ghazal MATCHES FOR "مصاحب"
Ghazal
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataa
vagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
is baar bhii duniyaa ne hadaf ham ko banaayaa
is baar to ham shah ke musaahib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
Gulaam aashiq o chaakar musaahib o hamraaz
Garaz jo thaa hame.n honaa so ho liye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
use bhii shah ne musaahib banaa liyaa apnaa
jis aadmii se tavaqqo thii lab-kushaa.ii kii
Iqbal Ashhar
Ghazal
daavar-e-hashr mujhe apnaa musaahib na samajh
ba.az auqaat kharii baat bhii ho jaatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aa.iina hai jo un kaa musaahib to kyaa hu.aa
ham bhii kabhii the dekhne vaale jamaal ke
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vo musaahib jo zabaa.n kholte Darte the kabhii
ab vahii mere buzurgo.n kii zabaa.n khii.nchte hai.n
Wali Aasi
Ghazal
aataa bhii nahii.n saamne kartaa bhii nahii.n baat
mahbuub kahaa.n vo to musaahib nahii.n lagtaa
Pinhaan
Ghazal
ham ne jo qasiido.n ko munaasib nahii.n samjhaa
shah ne bhii hame.n apnaa musaahib nahii.n samjhaa
Azhar Inayati
Ghazal
shab ko 'maa.il' vaqt-e-aaraa.ish musaahib the yahii
phuul surma aa.ina zevar dhu.aa.n battii charaaG
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mai.n shaah kaa kabhii jo musaahib nahii.n hu.aa
sajda bhii ko.ii mujh pe to vaajib nahii.n hu.aa
Shahabuddin Saqib
Ghazal
hirs darbaan ko aaqaa kaa musaahib samjhe
sabr aaqaa ko samajhtaa hai ki darbaa.n hai ko.ii
Shaad Aarfi
Ghazal
Tariq Qamar
Ghazal
ye shah ke saath musaahib bane jo phirte hai.n
ye kah rahe hai.n ki sab log terii KHaatir hai.n
Abdullah Nadeem
Ghazal
tuu amiiro.n kaa musaahib hai mubaarak ho tujhe
mere hisse me.n Gariibo.n kii du.aa rahne de
Sagheer Ashraf Warsi
Ghazal
Gairo.n kii bar me.n tire ab to ye kuchh kasrat hai
yaa'nii har ko.ii musaahib na hu.aa thaa so hu.aa
nayan sukh
Ghazal
Yawar Warsi
Ghazal
ham dil ke musaahib hai.n har ik baat pe raazii
ik mo.D Galat raah me.n aayaa hai to kyaa hai