SEARCH RESULTS
Showing search results for "معدن"
Ghazal MATCHES FOR "معدن"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye bahaaraa.n ye shabaab sabza-e-nau-ras na puuchh
baaG kyaa hai ma.adin-e-za.ngaar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
lab-e-ra.ngii.n se agar tuu guhar-afshaa.n hotaa
lucknow laalo.n ke maadan se badaKHshaa.n hotaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
ma.adan-e-yaaquut ko dariyaa banaayaa aap ne
meh.ndii mal kar dho.e jab dariyaa kinaare haath paa.nv
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
na paa-e-raftan ab ne jaa-e-ma.adin
kahaa.n tak ro.e.n apnii bebasii ko
Sudarshan Kumar Vuggal
Ghazal
KHaak turbat kii mirii dekh chamaktii ahbaab
jii me.n kahte hai.n magar ma.adan-e-siimaab hai yaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ma.adan-e-shab se nikaale zar-e-KHushbuu aa kar
aa.e ye mo'jiza baad-e-saharii kar jaa.e
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
KHayaal-e-KHair hasiino.n me.n hai ki vaqt-e-KHiraam
zamii.n ko maadan-e-laal-o-guhar banaate hai.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
aa.nkho.n ne be-qaraarii-e-tifl-e-sarishk se
paidaa kiyaa hai ma.adan-e-siimaab kaa KHavaas
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
har roz kii na.ii na.ii iijaad ne 'haniif'
har maadan-e-qadiim ko zholiida kar diyaa
Hanif Tarin
Ghazal
us kii umiid-e-naaz kaa ham se ye maan thaa ki aap
umr guzaar diijiye umr guzaar dii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kab tak abhii rah dekhe.n ai qaamat-e-jaanaana
kab hashr mu.ayyan hai tujh ko to KHabar hogii