SEARCH RESULTS
Showing search results for "معزول"
Ghazal MATCHES FOR "معزول"
Ghazal
nikal ke tuu mahal se roz pursaa de sakegii
ye qatl-e-aam to hai roz kaa ma.amuul malika
Komal Joya
Ghazal
hamaarii jast ne maazuul kar diyaa ham ko
ham apnii vus.ato.n me.n apne baam o dar me.n hai.n
Sagheer Malal
Ghazal
vo sa.nvar saktaa hai ma.aquul bhii ho saktaa hai
meraa andaaza mirii bhuul bhii ho saktaa hai
Khaqan Khavar
Ghazal
dil ko maazuul kiyaa ishq se tuu ne lekin
KHaak pe rah ke bhii sultaan ne sultaanii kii
Nomaan Shauque
Ghazal
KHilaaf-e-gardish-e-ma.amuul honaa chaahtaa huu.n
madad kar shahr-e-naa-maqbuul honaa chaahtaa huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Shahid Kamal
Ghazal
mansab-e-dard se dil ne tumhe.n maa'zuul kiyaa
tum samajhte the ye jaagiir tumhaare liye hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
har fariize se jinhe.n maa’zuul honaa thaa vahii
hukmraa.n ban kar nayaa aa.iin le kar aa.e hai.n
Rahib Maitreya
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
niklaa thaa juluus apne taariik muqaddar kaa
ma.azuul tamaddun kii mafluuj qayaadat me.n
Abdul Matin Jami
Ghazal
haalaat apne zaar na baaGaat KHushnumaa
tujh se bichha.D ke ho ga.e maa'zuul KHush-adaa
Hira Qasmi
Ghazal
ai KHudaa un ko ye ehsaas na hone denaa
kaun maa'zuul hu.aa masnad-e-sultaanii se
Ali Haidar Alvi
Ghazal
Wahid Nazeer
Ghazal
is KHvaab ke maahaul me.n be-KHvaab hai.n aa.nkhe.n
jab nii.nd bahut aa.egii bistar na milegaa