SEARCH RESULTS
Showing search results for "معیاری"
Ghazal MATCHES FOR "معیاری"
Ghazal
ye zaruurii hai ki aa.nkho.n kaa bharam qaa.em rahe
niind rakho yaa na rakho KHvaab meyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
saamne vaale ko halkaa jaan kar bhaarii hai.n aap
aap kaa me'yaar dekhaa kitne me'yaarii hai.n aap
Abbas Qamar
Ghazal
Nadir Areez
Ghazal
Sardar Asif
Ghazal
ghaTiyaa lahje me.n baazaarii baat kare.n
shaa.ir bhii ab kab meyaarii baat kare.n
Ahmad Zohaib
Ghazal
hamaaraa ishq jis ke saath meyaarii rahaa barso.n
usii ke naam se ham par sitam jaarii rahaa barso.n
Riyaz Saghar
Ghazal
aise vaiso.n ke ham mu.nh lagte hii nahii.n
dushman bhii me’yaarii paidaa karte hai.n
Zaki Mahfooz
Ghazal
chaarasaazo.n se alag hai miraa me.aar ki mai.n
zaKHm khaa.uu.ngaa to kuchh aur sa.nvar jaa.uu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mai-kada zarf ke me.aar kaa paimaana hai
KHaalii shiisho.n kii tarah log uchhalte kyuu.n hai.n
Rahat Indori
Ghazal
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.aar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
KHud ko tire me.aar se ghaT kar nahii.n dekhaa
jo chho.D gayaa us ko palaT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
is qadar pyaar hai insaa.n kii KHataa.o.n se mujhe
ki farishta miraa me.aar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
me.aar se sivaa yahaa.n raftaar chaahiye
'javvaad' us ko aaKHirii over na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
ishq kii raah ke meyaar alag hote hai.n
ik judaa zaa.icha-e-nafaa-o-zarar bantaa hai